Hum aap ka naam, phone, email aur address sirf order process aur delivery ke liye use karte hain. Aap ki info kisi third party ko sale nahi ki jati — sirf courier company ko delivery ke liye di jati hai. Card/bank details hamare server par store nahi hoti.